blog sites ko google webmaster tools me kaise submit kare hindi me jane

Hello friends Gyanking4u blog site apka bahat bahat swagat hai.Is article me ham ye janenge ki a kaise blog sites ko google webmaster tools(google search console) me kaise submit kar ke high trafic pa sak tehai.Agar ap abhi abhi ek new blog creat kiya hai or apki blog site me apko high trafic lana chaha teho to ap apni blog url ko google webmaster tools me submit kar ke ap high trafic pa sak tehai.Apkii blogger me trafic lane kelie apko Google ko ye batana pad taheki apki bhi ek site hai or
apbhi usefull content share kar teho.Agar ap google webmaster tool me apna blog sites ko submit karoge to apka blog ko Google pehechan ke bahat jaldi apka blog sites ko Google rank karega or apka blog article rank karega or apko high visitor milega.Google webmaster tool(google search console) me apka blog site ko submit karne kelie niche die geye steps ko follow kare.To chalie start kar tehai.


  blog sites ko google webmaster tools me kaise submit  kare hindi me jane


Agar ap google webmaster tools me apna blog yrl submit karoge to high trafic milega.Kyu ki ap jab apni website ko google search console me verify karoge to google ko pata chalega ki apka bhi ek blog hai.Or dhire dhire apka website google me index hoga or apka blog ki trafic increase hoga.
blog sites ko google webmaster tools me kaise submit  kare hindi me jane
blog sites ko google webmaster tools me kaise submit  kare hindi me jane



Google webmaster tool kya hai?

Google ek badi search engen hai or search console google ka hi ek product hai.Is tools ki madat se ap apna websit ko Google me index kar sak teho.Ye donam ek hi hai.pehele ham ise google webmaster tool se pehechan tethe lekin ab google search console ho geya hai.Ye google ka hi ek free product hai jise ap apna blog ki sari detais jan sakte he.

Google search console ka fyada?

Google search console ka bahat sare fyade hai jaise ki
*webmaster tools ka sabse bade fyada ye hai ki ap apna blog ko google search engeen me index kar ke high trafic le sak tehai.

*Is tool ko use karke ap kisibhi country ko target kar sak tehai.Jaise apka blog hindi me he to ap india,pakistan etc hindi country ko target karke high trafic pa sak tehai.

*Google ki is tool ko use kar ke ap apna sitemap ko google me index kar sak tehai or apni blog ki sari jankari full details me pa sak teho.

*Preferred domin ko set kar sak tehai is tool ki madhyam se.

*Apni blog ki post ko google me index kar sak tehai.

blog sites ko google webmaster tools me kaise submit  kare hindi me jane

Friends ap to jan te honge ki Google dunia ka sabse bada search engeen hai.Ye ek Google ka ek esa website hai jiski madat se ap Google ko ye bata sakteho ki apka bhi ek website or blog hai or apbhi usefull content share kar tehai.Google webmamaster tool me apna blog url submit kar ne kelie is article ko read kare.Goole search console me apka blog ya website ko add ya submit karne kelie apke pass ek email id hona jaroorii hai.Ap webmaster tool me apna blog url or apka koi appliation bhi
submit kar sak tehai.


  blog sites koGoogle search console me kaise submit kare?

Webmater tool me apka website submit kar ne kelie is post ko last tak read kare.Webmaster tool me blog ko submit kar ne kelie apna browser khole or isme type kare Google.com.Iske baad google search box me google webmaster tool ya fir google search console type kare.Ise search kar ne ke bad first wala link ko click kare.Ab apna Gmail id se login ya fir sigh up karie.Sign in kar ne ke baad google search console ka dashbord open hoga.Ab dash bord ki right site me ek box me likha hoga 
"Add A Proporty"ab us par click kare.Ab apke samne ek alag box open hoga us box me apka blog ka url ko enter kare.Blog url ko enter karne ke baaad apke samne ek new windo open hoga isme apko ek alag sa najar ayega.Ab apke sam ne 2type ka option milega ek hai Recommended Method or dusra hai Alternate Methods.Apko kya kar na hoga Alternate Methods option ko select kar na hoga.Is option ko select kar ne ke baad apko niche box me ek code diya jayega.Ab apko us code ko copy karna hoga.Ab ap apna blogger ki dash bord me ana hoga.Blogger ki dash bord me ane ke baad apko them ke upar click kar na padega.Ab edit HTML tags par click kar na hoga.Ab apko edit HTML me ctrl+f dabane par right side me ek search box open hoga apko us search box me <head> type kar ke enter karna hoga.Ab ap us <head> pe lekar ek entre marna hoga or jo code google search console se copy kiya tha us code ko <head> ke niche paste kar ke save arrange par click kar dena hai.Ab bapas google search console website me akar niche diye geye verify option par click kar dijie.Ab ek next page open hoga is par likha hoga "congratulation you are succesfully verifyed".Iska matlab
ap google me successfully verifyed kar lia hai.


blog sites ko google webmaster tools me kaise submit  kare hindi me jane,final word

To friends is article hm ye share kare hai ki ap kaise apna blog site ko google webmaster tool me submit karke index kar sak teho.Ise kya ho tahi apka blog ko google pehe chan tahe or search result me submit kar tahai.Agar ap ye article ko read kya hai to apko google me index kar ne kelie koi bhi problem nehi hoga.Jab ap HTML Tags ko edit kar ne jao html tags ko ghyan se edit kariega.Meri taraf se sabhi bloggers ko best of luck.Is article ko padhne kelie apka suk ria.Jay Hind.





Post a Comment

أحدث أقدم