Dual whatsapp account ek phone me kaise chalaye
Dual whatsapp account ek phone me kaise chalaye-Hello friends gyanking4u blog me apka bahat bahat swagat hai.Friends agar hm is technology dunia ki baat karoo to whatsapp account koun nehii chala tahai.Is dunia me chatting,calling,video calling ke sath sath apni friends family ko chahe bo photo,video ho yafir location ho ham whatsapp account use kar ke ghar baithe easily send kar sak tehai.Lekin wo lok ek hi phone se ek hi whatsapp account chala tehai.Isilie is article me ham ye janenge ki ek phone me do whatsapp app account kaise chala tehai.Ajki har ek smart phone me ab ek mobile me 2 whatsapp account use karneka subidha mil jata.Iske lie apko ek application google playstore se download kar na padega.Maximum logo ko ye nehi atahai ki ek mobile me 2 whatsapp account kaise chalaye.Is article ko padhne ke baad apko pata chal jaega ki ek phone me 2whatsapp kaise chalaye.
Ab har smart phone me apko ek mobile me double whatsapp account chalaneka subidha mil jata hai.Iske lie apko ek application ki jaroor rat padegi jis ka name hai Parallel space-multiple accounts & two face.Ek mobile me 2 whatsapp chalane wala app apko google play store mme mil jaega.Agar ham baat karenge ki ek phone me do whatsapp app account chalane ka fyade ke bareme to apko bahat sare fyade mil jaenge.
Dual whatsapp account ek phone me kaise chalaye |
Parallel space-multiple accounts & two face kya hai?(What is Parallel space-multiple accounts & two face)
Ye ek application hai jo google play store me avalable hai.Ye sirf apko 14 mb me miljaega.Is application ki jarie ap ek mobile me 2 whatsapp account use kar sak tehai.Lekin Xioami ki
phones me apko ye application ki koi jaroorat ne hi padegi kyu ki mi ki phones me apko 2nd space ka option mil jatahai.Jis ko use kar ke ap double whatsapp chala sak tehai.
Ek mobile me double whatsapp chala ne ka fyada kay hai?
Agar ham fyade ki baat karenge to apko isme fyade hi fyade hai jaise ki:-
*Agar ap office me job kar teho to apko office kelie ek whatsapp account or personal life kelie ek whatsapp account hona chahi ye kyu ki apni personal number ko apna ofice employees
ke sath share nehi kar sak tehai.Isilie ap 2 whatsapp account khol tehai.Ap 2 account ko 2 phone me use kar teho.Lekin har din 2phone rakhna badi muskil kam hai.Lekin ap jab ek
phone me 2 whattsapp account use karoge to apko ek ar phone use kar ne ki koi jaroorat nehi hai.
*Agar ap Parallel space-multiple accounts & two face application use kar ke 2whatsapp ekhi phone me use karoge to apko 2 phone use kar neki koi jaroorat nehi hai.
*Sabse bada fyada ye hai ki ye application bilkul free hai iske lie apko koi paise kharch nehi kar na padega.
Dual whatsapp account |
Smart phone me 1st whatsapp account kaise chalaye?
Smart phone me 1st whatsapp account creat kar ne kelie apko google play store me jakar whatsapp application ko download kar na padega.Whatsapp application ko download kar ne ke baad apko niche diye geye steps ko follow kar na hai.
1.Sabse pehele apko google play store see whatsapp application download karna padega.
2.Whatsapp app ko download krne ke baad use open kare.
3.ab open karne ke baad niche likha hoga agree and continue par click karne ke baad apko apna number dalne kelie kuha jaga.
4.Apna number dalne ke baad apke samne ek popup window kholega isme apko bataya geya hogi apka no sehi hai.Agar apka no sehi hoga to ok par click kare.
5.Ab apko ek 6dijit code enter karne kelie bola jaega jo no apke mobile par message me aya hoga.
6.6dijit code dalne ke baad apko apna nam dale or camera ka option ko select karke apna ek profile picture select karna hai.
7.Ab apka phone me 1st account ban geya hai.
Ab apne apna phone me to 1st whatsapp account banachuke hai ab ham janenge ki Parallel space-multiple accounts & two face applicaion ko use karke ap apni phone me 2nd whatsapp account kaise khol tehai.
Parallel space-multiple accounts & two face application se 2nd whatsapp account kaise banaye?
Apne badi asani se 1st whatsapp account bana lia hai ab mobile me 2nd hatsapp account banane kelie apko Parallel space-multiple accounts & two face application google play store se donload kar na padega.Is application ko download karne ke baad apko niche diye geye steps ko follow kar na hai.
1.Sabse pehele apko Parallel space-multiple accounts & two face application ko apko apni phone me install kar ni hai.Or ise open kare.
2.Ise open karne ke baad start par click kare.
3.Start button par click karne ke baad apko whatsapp icon par click karke "adda to parallel space" par click kare.Click kar tehi whatsapp application parallel space me add ho jaega.
4.2nd whatsapp account bana ne kelie apko parallel space application me jakar whatsapp masenger me click karna hoga.Whatsapp me click kar tehi whatsapp ka ek clone ban jaega uske
baad us clone ko apne phone me install karke open karna hoga.
5.Ab whatsapp ko open karne ke baad apko niche dikhega "agree and continue" par click karna hoga.
6.Uske baad apna number dalne ke baad apke samne ek popup window kholega isme apko bataya geya hogi apka no sehi hai.Agar apka no sehi hoga to ok par click kare.
7.Ab apko ek 6dijit code enter karne kelie bola jaega jo no apke mobile par message me aya hoga.
8.6dijit code dalne ke baad apko apna nam dale or camera ka option ko select karke apna ek profile picture select karna hai.
9.Ab apka phone me 2nd account ban geya hai.
Ise bhi padhiye-whatsapp account or whatsapp status ko hack honese kaise bachaye?full guide in hindi
Umid kartahu ki apko hamara Dual whatsapp account ek phone me kaise chalaye ye article pasand ayi hogi.Is article ko padhne ke baad ap easily jan chuke honge ki parallel space whatsapp
me kaise use ho ta hai or ek mobile me 2 whatsapp account kaise use kar sak tehai.Ye article likhne ka mera ye maksat he ki apbhi is common problem ka solurion khud hi nakal kar khud hi samadhan kijie.Kyu ki me chaha tahu ki mera har reader mobile or computer expert bane.Agar iis article me apko koi kami yafir doubt hai to ap niche comment karke bataye.Is article ko padhne kelie apka dhanya bat.Jay Hind.
إرسال تعليق