4g internet speed kaise badhaye?internet speed kaise badhaye in hindi killer tricks

4g internet speed kaise badhaye? Ji ha dosto agar apka bhi 4g phone ki internet speed slow he to is article me ham ye janenge ki 4g internet speed kaise badhaye.Agar ap bhi internet speed ko lekar paresan hai or jan na chaha tehe ki internet ki speed kaise badhaye, to ap sehi jaga pe aye hai.Dhyan se is article ko jaroor padhe kyu ki is article ham mobile ki speed badhane ka tarika apko bata enge.Agar ap niche diye geye steps ko follow karo ge to apka  jio internet speed bahat jyada fast ho jaega,Sirf jio nehi balki ap jo bhi sim ka internet use kar rehe hai wo fast ho jaega iska garranty me deta hu.Internet speed karne kelie apko bahat sare tarike mil jaenge.Bas apko kuchh tricks or tips ko follow kar na padega.Jo apko niche batane wala hu.To chalie jan lete hai ki internet ki speed fast  karne ka easy tarika in hindi
4g internet speed kaise badhaye?,mobile internet speed kaise badhaye
mobile internet speed kaise badhaye




4g internet speed kaise badhaye?internet speed kaise badhaye in hindi killer tricks

Apka intenet ki speed slow yani low hena bahat sare bajaha se slow yani down ho ja tahai.Jaise ki apka regular internet browser ka update na hona,mobile ka network settings thik na hona,Agar ap dongle use kar reheho to uski settings me problem hona,Apki system me virus hona etc .Par ab tention ki koi baat nehi hai kyu ki is article me net setting karne ka tarika or internet ki speed fast karne ka tarika ke bareme apko a to z full tutorial dene wale hai.Niche diye geye trics or tips ko agar ap apne phone me try karenge to apka phone ka internet bahat fast ho jaega .Chalie bo kon si chis se apka internet speed low yani slow hota hai wo sab jan tehai.




1.Inteernet speed test kare

Apna interet ki speed ko fast kar ne kelie sabse pehele apka internet speed test kare.Ye isilie jaroori hai ki ap ye jan sak tehe ki apka internet ki speed kitni mbps se chal rehi hai.man lijie ap apka internet 3mbps activate kiya hai or apka utni speed se nehi chal raha hai .To ye nnetwork operater ka galati hai ya fir apka intrrnet settings me kuchh gad badi hai.Agar apka mobile internet ki settings sehi hai to ap mobile operater se contant kar na chahai ye .

Apko google me internet speed test karne kelie apko bahat sare website mil jae nge ap kisi ka bhi site ko use kar ke ap apna internet speed test kar sakte hai.Me apko recommend karuga ki www.fast.com yafir openspeedtest.com se apna speed test kar lijie.


2.Browser cache clear kare

Ab bari ata hai broser ki jo ham browsing kelie use yani istemal kar tehai.Internet speed down yani slow hone ka ek bada karan hai .Ap apni browser me jo browsing kar tehe use unuseless cache creat ho tehai jo hama re internet speed ko low yani slow kar dete hai.Apni internet ki speed fast yani tej kar ne kelie browser jakra unuseless cache ko delete kar na hai.Browser cache internet speed kelie bahat important ho ta hai .

internet ki speed fast karne ka tarika



3.Brond band ko change kare

Agar ap internet use kar ne kelie brond band ka use kar teho or apka internet perfomane yani internet speed down yani slow chal ti he to apko ek bar apna brond band ki jagah ko change kar na padega.Kyu ki ho sak ta hai ap jis jagah pe apka brond brand hai us jagah pe network thik se nehi para hi hai.Agar ap apka interrnet speed ko increase karna chaha tehe to apka brond band ko ek bar us jagah se utha kar ek or jagah pe rakh lijie.Esa kar ne par apka internet speed bahat jyada increase yani speed ho jae ga .

4.Internet browser ko update kare

Internet ki speed low yani slow hona ka bada reson ye hai ki apka internet browser ki update na hona .Kyu ki jab apka use kiya hua browser update ho tahai to usme new facility mahajud[avilable] ho ta hai jo ki apka internet speed ko fast yani increase kar ne me bahat madat kar ta hai .Isi lie jab bhi apko browser ka update kar ne kelie notification ayega tab apko browser ko update kar dijie .Ye kar ne par apka phone ka internet speed bahat jyada increase yani speed yani badh jae ga.


5.Ram or interrnal storage ko khali rakh na

Ye internet speed ko inrease kar ne kelie bahat mehetwa purna bhumika nirbaha kar ta hai .Kyu ki Apka internal storage or ram jitni jyada kam yani khali hoga apka utna hi jyada apka internet speed increase yani badh jaega .Ram ko khali rakh ne kelie apka sare important application ko memory card yani sd card me tracefer kar dijie or apki phone ki data or important documents ko ap apna sd card me trancefer kar dijie.Ise apka ram or internal storage khali rehega or apka jio internet speed bahat jyada increase yani badh jaega .

Free me 1000 rs lene kelie yaha click kijie with garranty.... Ke sath



mobile internet speed kaise badhaye


6.Useless apps ko uninstal kare

Ap apni smart phone me useless yni faltu application uninstall kar dijie.Ap sirf us application uninstall kar dijie jo application apko dar kar yani ap jis application ko use nehikar te hai us application ko ap un install kar dijie.Esa kar ne par apki phone ki ram khali rehe gi or apka internet ki speed fast ho jaegi.

7.Antivirus ko use kare

Apna phone ko virus se secure rakh ne kelie apni phone me achha sa antivirus ko install karie.Kahi bar ap unsecure website ko open kar lete hai jise apki phone me kahi sare virus entry kar lete hai.Jisse apka phone ki internet ki speed ghat yani low ho jati hai.Ise bach ne kelie apko apni phone me ek achha sa antivirus ko install kar lijie.Esa kar ne par apka phone ka internet speed increase ho ta hai.

8.Facebook app ko uninstall kare
Ap apni phone me install hui facebook application ko uninstall kar dijie.Kyuki facebook application 57mb ki hai or jab apki phone me facebook running kar tahai tab bahat sare caching data ko catch kar leta hai .Jise apka internal storage bahat jyada ghat jata hai .Isi lie ap facebook application ko uninstall kar lijie.App facebook ke bad le flite ko use kar sak tehai kyu ki ye application sirf 2mb ki ho ti hai or apka jyada data bhi nehi khata hai.

internet ki speed fast karne ka tarika


9.Big size file downlad na kare

Friends agar ap apni phone me big size jaise 1gb,5gb ya ise bhi jyada big size mb ko download karoge to apka phone ki storage bahat jyada ghat jaegi or apka internet speed bahat jyada low yani slow ho jaegi.Isiie kabhi bhi big size file ko apni phone me downloa nakre.Ye karne par apka internal storage khali rehe ga .


10.Application ko force stop kare

Agar ap kahi sare application apni phone me download kar ke rakhe hai or ap us sabhi application ko use nehi kar te hai to ap un sabhi useless application ko settings me jakar un sabhi application ko uninstall ya fir force stop kar lijie .Esa kar ne par apka ram khali rehe ga or apka internet speed bahat jyada badh jaega.


4g internet speed kaise badhaye? at last,


To friends umid kar tahu ki apko hamara ye article 4g internet speed kaise badhaye?internet speed kaise badhaye in hindi 10killer tricks apko pasand ayi hogi.Is article me ham ye bataya hai ki internet ki speed fast karne ka easy tarika in hindi .Agar ap ka bhi internet speed ka perfomance slow hai to ap isarticle me bataya geya tricks ko follow kare kyu ki is article me net setting karne ka tarika or internet ki speed fast karne ka tarika bataya geya hai.Agar apko koi sawal kar na hai to app mujhe niche comment kar ke jaroor bataye.Is article ko padh ne kelie apka dhanya baad.


7 تعليقات

إرسال تعليق

أحدث أقدم