Seo settings for blogger |blogger me seo settings kaise kare[Get high traffic]


Seo settings for blogger |blogger me seo settings kaise kare[Get high traffic]- Hello friends gyanking4u blog me apka ek baar bahat bahat swagat hai.Is article ham ye baat kar ne wale hai ki seo settings kaise kare[Seo settings for blogger].Ye ek bahat important saal hai.Ap apne blogg me jitne bhi mehenat kari ho use koi farak nehi padega agar apka blogger seo optimization na ho.Ap soch rehe honge ki apne blogg yafir website ko seo friendly kaise banaye[how to make blogger seo friendly] to ap sehi jaga pe aye hai.Kyu ki ham is article me ye discuss karne wale hai ki apne blogger blog ko seo optimization kaise kare.To is article me bane rahi ye.


Friends ham bahat mehenat kar ke blogg bana lete hai or usme article bhi publish bhi kar tehai.Lekin traffic nehi ata hai.Esa islie ho ta hai ki hamara blogg seo friendly[Search EngeenOptimization] nehi ho tahai isilie apko trffic nehi mil pata hai.Kya ap sab yejan tehe ki meta tag blogger seo friendly bana deta hai. Sirf meta tag nehi custom robots header tags,blogger search preferences settings,etc apki blogg ko seo friendly bana deta hai.Ap is article ko jaroor read kare is article me me apko best seo settings[best seo settings for blogger] ke bareme bataunga.Ap is article ko last tak jaroor read kar na.chalie start kar tehai.
Seo settings for blogger
Seo settings for blogger


Seo settings for blogger.


Is article ko padhne ke baad ap apni blog ko achhi tarah se customize kar ke achhi tarah se seo friendly bana sak tehai.Is kelie apko koi bhi coding or koi bhi coaching ki jaroorat nehi hai.Iske lie apko kebal kuchh time dena padega.Chalie start kar tehai.Blog ko seo friendly banane se pehele pehele ham ye jan lete hai ki blog ko seo friendly banane se hame kya fyada hoga.

Blog ko seo optimization kar ne ka fyada

Agar ham iska fyada ke bareme baat karenge to apko isme kahi sare fyade milenge.Hm ek ek kar ke un fyade ke bareme niche discuss kar ne wale hai.
1.Sabse bada fyada ye hai ki apki blog seo friendly ban ne se apko google jaise bade search engeen se hig traffic milega or jyade se jyade log apki blog ko visit
karenge.
2.Apki blog seo optimization ban se se apka website google ki first page par rank karegi.
3.Apka earning bahat jyada badh jaega.
4.Apka cpc bahat high ho ga jisse apka earning me bahat improve hoga.
5.Apka website yafir blogg seo friendly ban nese apka article bahat jaldi google ki first page par rank karega.


Ise bhi padhiye-

Internet se paise kaise kamaye?Per month 3 lakh only internet se 13 uniq ideas

NOTE:- Agar ap blogging kelie ek badhiya laptop dhund rehe hai under 30,000 ke andar to is ko click kar ke ap jan sak te hai best laptop under 30000

how to make blogger seo friendly in hindi


Ap apni blog ko seo friendly banane kelie niche diye geye steps ko follow kare.

1.Description ko enable kare

Ye ek important settings hai jo apki blog yaifr website ko seo friendly banane kelie bahat madat kar tahai.Ise enable kare or isme apna blog ke bareme me likhe.Isme apko wo sab information dena hai jo ap apni blogg me share kar te hai .Jaise ki ap apni site me share kar te hai ki paise kaise kamaye,Facebook tricks,Mobile recharge tric etc ke bareme.Description ko blogg me add kar ne kelie niche diye geye steps ko follow kare.

.Sab se pehele app blogger.com me login ho jaiye.
.Uske baad ap apni dashbord me pahanch ne ke baad ap settings me click kare.
.Ab basic settings me click kare.
.Apko upar tittle ke niche description dikhai dega ap us par click kar ke use enable kar lijie.
.Ab apko us box me apki blogg ki bareme likh na hai.

2.Tittle select kare
Apko apki blogg ka ek achha sa tittle select kar na hoga.Ise google ko samajh ne kelie asani hoga.Ap ap ki blog kelie ek achha sa tittle select kar lijie.Or short form me apna website kis bareme hai wo likh lijie.Blogger me tittle likh ne kelie niche diye geye steps ko follow kare.

.At first ap blogger ki dash bord ko open kare.
.Ab settings par click kare.
.Ab basic settings par click kare.
.Ab tittle par click kare or apna blog ka tittle likh lije.

3.Privacy on kare
Apko ani blog ki privacy ko on kar de.Ise on kar ne ka ye fyada hoga ki apki blog url me https//lag jaega.Ise apka blog secure ho jaega.Privacy ko on kar ne kelie niche diye geye stes ko follow kare.
.
Pehele blogger ki settings me jae.
.Ab search preference me click kare.
.Ab ap apko 2 privacy dikhega ap 2noko yes kar de or save arrigment kar dijie.

4.Domin buy karie
Ap apne blog kelie ek achha sa  or to level domin buy kijie.Ap domin buy kar ne kelie ye dono website achha hota hai.www.GoDaddy.com or BigRock.com
Ap to level domin kharid nese apka blog seo friendly ban jaega or aka blog goog;e me jaldi rank karega.

5.Meta tag descrition ko on kare
Ye setting aki blogg kelie bahat imortant hai.Is settings hi google ko ye pata chal tahe ki ap apni blog me kis bareme share kar teho.Is settings me apko short form yani 150 characters me apki blog site kis bareme hai ako google ko bata na hoga.Is otion ko enable kar ne kelie apko niche diye geye step ko follow kar na  padega.

.Sabse pehele a apni blogger ki dashbord me jayiye.
.Ab ap settings me jayi ye.
.Ab serch refernce ko select kare.
.Sabse uar ako meta tag descrition dikhega use click karke use enable kare.
.Ab apko us box me 150 characters me apki blog ke bareme likh na hoga.Kyu ki isse hi google apki blog ko pehecha ne ga or apki blogg ko rank karega.


6.Google search console
Google search console google ka ek free product hai.Agar ap apna blogg ko google search console me add kar chu ke hai to apko usme kuch nehi kar na hai.Agar ap api blog ko ko google webmaster tool me submit nehi kare ho to ap isme click karke sidhe google search console me redirect ho jaoge.

7.Custom robot header tags ko set kare
Ye ek baha important settings hai.Ye settings apko search preferance option me dikhega.Ise kaise set kare me picture me dekh sak tehai yafir me niche bataunga ki ap kaise ise set kare.

Seo settings for blogger

.Pehele apko homepage ka option ka option milega uspe apko [ALL] or [NOODP] ko select kar na hoga.
.Second me apko archive and serch pages ka option milega usme apko [NOINDEX] or [NOODP] ko select kar dena hai.
.Third pe apko defult for posts and pages dikhega apko usme [ALL] or [NOODP] ko select karna hai.


Seo settings for blogger,at last


Ak sar new bloggers esa nehi kar tehai.Isilie new blogger ko traffic nehi mil pata hai.Agar ap upar diye geye settings ko follow karoge to google.com apki site ko jaldi hi index kar dega.Or apka blog jaldi hi google me show hoga.Bahat sare new blogger ke sath esi problem hoti rehe tihei ki unki site me visitors nehi ana,unki blog google me show nwhi hona etc problem.Ye islie hotahai ki unki site seo optimization nehi hota hai.



Umid kar tahu ki apko hamara ye article Seo settings for blogger |blogger me seo settings kaise kare[Get high traffic] pasand aya hoga.Is article ham ye jane hai ki meta tag blogger seo friendly bana ta hai.Agar ap is article ko padh chuke hai to ap jan chuke honge ki blog ko seo friedly kaise  banane[how to make blogger seo friendly].Agar apko koi problem ho rehi hai to ap hame comment kar ke jaroor bataye.Or apko kisi bareme jan na chaha tehe to ap hame comment karke jaroor bataye me uski bareme agli article me bataunga.Is article ko padhne kelie dhanya baat.




28 تعليقات

  1. Great article! I agree on nearly every aspect of this information you have written. You have great insight on this topic.
    www.bigtechideas.com

    ردحذف
  2. Sir me Apne name ka brand Chahta hun uske liye kya karu

    ردحذف
  3. I really enjoyed reading this post, big fan. Keep up the good work andplease tell me when can you publish more articles or where can I read more on the subject? affordable seo marketing

    ردحذف
  4. الردود
    1. Thsi is my email id if u have any problem then contact me www.gyanking4u@gmail.com

      حذف
  5. Very nice post.please Search Engine Optimization se related aur posts bhi share karein.

    ردحذف
  6. Güzel paylaşım http://link.tl/2hRlB

    ردحذف
  7. Nice Post Sir thanks


    https://bharatart.com

    ردحذف
  8. What Is SEO Settings?
    When you’re trying to enhance your website’s performance, it’s important to recollect that you simply need to specialise in numerous factors simultaneously.

    https://www.bloggerzune.com/2020/01/what-is-seo-settings.html

    ردحذف
  9. Bhai bohut achi post likhi hai aap ne mujhe blogger ki seo settings ke baare me ache se maloom ho gya hai. agr koi begginer hai aur usko maloom nhi ke seo kya hai to diye gye link par click kar ke jaanein

    ردحذف
  10. Helo sir actually i foound. Keyword thats name is Best Gaming Laptop Under 1 Lakh but this is not ranked in google can any one tell me the reason

    ردحذف
  11. I am propelled by the information that you have on this blog. It demonstrates how well you grasp this subject 토토사이트

    ردحذف
  12. Great article and a nice way to promote online. I'm satisfied with the information that you provided 토토커뮤니티 꽁머니

    ردحذف
  13. This was an interesting read. You made some good points about the challenges faced. However, I think there may be some opportunities you didn't consider. Overall it seems like a complex situation without any simple answers. tarpaulin sheet

    ردحذف
  14. This article was well-written and easy to follow. I appreciated the author's ability to explain complex concepts in a simple manner.
    tarpaulins

    ردحذف

إرسال تعليق

أحدث أقدم